Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics

Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein
Ankhon Se Bolta Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Mera Wajood Jese Gum Ho K Reh Gya Ha
Khud Se Bicher Gya Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Mahsus Ho Rha Tha Sadiyan Simat Gy Han
Kuch Der Hi Rha Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Kya Ab B Mere Rab Ka Muj Pe Karam Na Ho Ga
Ab Tou Mein Aa Gya Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Ansu Ndamton K Han Chashm-E-Tar Se Jari
Chup Chup K Ro Rha Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Allah Meri Qismat Barsat Rahmaton Ki
Ankhon Se Dekhta Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Kirnen Nikal Rhi Han Mere Wajood Se B
Khurshid Bn Gya Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Dill Mein Sma Gy Ha Apnaiyat Ki Khushbu
Jis Jis Se Mein Mila Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Ijaz Meri Mitti Ab Ho Gy Ha Sunwara
Mein Kimiya Bna Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa M7


Related Content

  1. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  2. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  3. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  4. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  5. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  6. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  7. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  8. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  9. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  10. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  11. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  12. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  13. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  14. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  15. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  16. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  17. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  18. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  19. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  20. Tu Shamm-e- Risalat Hai

Leave a comment