Ya Nabi Nazre Karam Farmana
Aye Hasnain Ke NanaZahra Paak Ke Sadqe Humko
Taiba Me Bulana
Ay Hasnain Ky NanaAap Ke Dar Ka Mai Hu Bhikari
Aap Hai Mere Daata
Saare Rishte Naato Se Hai
Pyaara Apna Naata
Aap To Hai Aata Hai Jinko
Sabki Laaj NibhanaAh Husnain K NanaBe Saaya Hai Lekin Do Jag
Par Hai Aapka Saaya
Arshe Moh`alla Bana Mohalla
Deed Ko Rab Ne Bulaya
Hasr Talk Na Hoga Kisika
Aisa Aana JanaAye Hasnain Ke NanaSajh Gayi Hai Meelad Ki Mehfil
Kya Hai Khoob Nazara
Kaifo Masti Me Dooba Hai
Dekho Aalam Saara
Dhund Rahi Hai Aap Ki Rehmat
Bakshish Ka BahaanaAye Hasnain Ke NanaNisbat Ka Faizan Hai Dekho
Khadim-e-Ghouse-e-Jali Hu
Karta Hai Mujh Pe Naaz Zamana
Mai Ausaaf-e-Ali Hu
Aap Ki Aal Ke Dar Ka Sag Hu
Saahil Hu PuranaNabi Nazre Karam Farmana
Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
Related Content
- Mere Sarkar Sunte Hai Naat Lyrics
- Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani Naat Lyrics
- Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye Naat Lyrics
- Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar Naat Lyrics
- Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga Naat Lyrics
- Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
- Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
- Ravi De Kande Mere Data Dera Laya Naat Lyrics
- Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
- Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par Naat Lyrics
- Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Naat Lyrics
- Gali Hondi Madine Di Lyrics
- Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
- Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
- Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
- Huzoor Aa Gaye Hai Naat Lyrics
- Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
- Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
- Qaseeda E Mearaj Naat Lyrics
- Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics