Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hay

Nahoosat gunaahon ki chaei hui hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Yahi baat hum nay barhon se suni hay

Na ho banagi gar to kia zindagi hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ae abr-e-karam aa baras ja baras ja

Baras ja baras ja baras ja baras ja

Ajab aag isyaan ki mujh me lagi hay

Gunahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay Naat Lyrics

Nahi pass husn-e-amal meray Mola

Nazar meri tere karam per lagi hay

Gunahoon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ubaid-e-Raza naikyon se hay khali

Gunaahon me hasil ise bartari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Lab-e-Mustafa se khudaya suna day

Ubaid-e-Raza naar se tu bari hay

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Madad ki ghari hay madad ki ghari hay

madad ki ghari hay madad ki ghari hay


Related Content

  1. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  2. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics
  3. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  4. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  5. Apni Lagan Laga De
  6. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  7. Kaba Lyrics
  8. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  9. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  10. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  11. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  12. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  14. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  15. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  16. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  17. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  18. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  19. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  20. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics

Leave a comment