Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics

Garmi  He Tapp He Dard He Kulfat Safar Ki  He 
Naa Shukr Ye To Dekh Azeemat Kidhar Ki  He 

Lutte  Hen Maare Jaate  Hen Yun Hi Suna Kiye 
Haar Baar Dee O Amn Kib Herat Hazar Ki  He 

Humko To Apne Aaye Me Araam Hibse Laaye 
Hiley Bahane Waalo K Ye Raah Dar Ki  He 

Paigham Saba Layi H Gulzare Nabi Se 
Aaya  He Bulawa Mujhe Darbaare Nabi Se 

Maahe Madina Apni Tajalli Ata Kare 
Yeh Dhalti Chaandni To Pahar Do Pahar Ki  He 
Aaya  He Bulava Mujhe Darbaare Nabi Se 

Her Aah Gaee Arsh Peh  Yeh Aah Kee Qismat
Her Ashk Peh Ik Khuld Hay Her Ashk Kee Qeemat
Tohfa Yeh Mila Hay Mujhe Sarkar-E-Nabi Se
Aaya Hay Bulava Mujhe Darbar-E-Nab Se

Is Ke Tufail Hajj Bhi Khuda Ne Kara Diye 
Asl E Muraad Haazri Us Paak Darr Ki  He 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaare Nabi Se 

Kaabe Ka Naam Tak Na Liya Taiba Hi Kaha 
Pucha Tha Humse Jisne Ki Nuhzat Kidhar Ki  He 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaare Nabi Se 

Paigham Saba Layi H Gulzare Nabi Se 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaare Nabi Se 

Ye Pyaari Pyaari Kyaari Tere Khaana Bah Ki 
Sard Iski Aab O Taab Se Aatash Safar Ki  He 
Aaya Bulava Mjhe Darbaare Nabi Se 

Jannat Me Aake Naar Me Jaata Nahi Koi 
Shukr E Khuda Naveed Najaat O Zafar Ki  He 
Ulfat  He Mujhe Saya E Deewaar E Nabi Se 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaar E Nabi Se 

Bhatee Naheen Hamdam Mujhe Jannat Kee Javanee
Sunna Naheen Zahid Mujhe Hooron Kee Kahanee
Ulfat Hay Mujhe Saaya-E- Deevar-E-Nabi Se
Aaya Hay Bulava Mujhe Darbar-E-Nabi Se 

Paigham Saba Laayi H Gulzaar E Nabi Se 
Aaya H Bulava Mjhe Darbaare Nabi Se 

Irfan Ki Kasak Khulq Ki Mai Sabr Ka Saagar
Kiya Lutf Mila Kerta  He Jo Dete Hein Sarwar
Ye Pooch Le Aake Koi Beemar-E-Nabi Se
Aaya  He Bulawa Mujhe Darbar-E-Nabi Se 

Jin Jin Muraado K Liye Ahbaab Ne Kaha 
Pesh E Khabeer Kya Mujhe Haajat Khabar Ki  He

Aa Kuch Suna De Ishq K Bolon Me Ae Raza 
Mushtaaq Tab’a Lazzat E Souz E Jigar Ki  He

 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaar E Nabi Se 

Paighaam Saba Layi H Gulzaar E Nabi Se 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaar E Nabi Se 

Bheeni Suhaani Subha Me Thandak Jigar Ki  He 
Kaliyan Khili Dilon Ki Hawaa Ye Kidhar Ki  He

Ugti Hui Nazar Me Ada Kis Sahar Ki  He 
Chubhti Hui Jigar Me Sada Kis Gajar Ki  He

Daalein Hari Hari  Hen To Baalein Bhari Bhari 
Ishq E Amal Bari H Ya Baarish Kidhar Ki  He 
Aaya  He Bulava Mjhe Darbaar E Nabi Se 

Paighaam Saba Layi H Gulzaar E Nabi Se 
Aaya  He Bulava Mujhe Darbaar E Nabi Se


Related Content

  1. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  2. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  3. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  4. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  5. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  6. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  7. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  8. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  9. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  10. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  11. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  12. Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
  13. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  14. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  15. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  16. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  17. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  18. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  19. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  20. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)

Leave a comment