Aadha Idhar Aadha Udhar

Dang Hai Sab Dekh Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Hogaya Pal Me Qamar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Chand Hi Kya Aasma(n) Ko Bhi Agar Kehte Huzroor
Woh Bhi Girta Toot Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Aala Hazrat Ke Gulamo Se Ulajh Na Chod Do
Fekh Denge Kaatkar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Jab Raza Ki Uth Gayi Talwar Toh Fir Kya Hua
Hogaya Najdi Ka Sar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Ek Taraf Makke Ki Sarhad Ek Taraf Sheher E Nabi
Kash Hota Mera Ghar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Dushmanane Mustafa Ko Dekh Lena Pul Siraat
Daal Dega Kaat Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar


Related Content

  1. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  2. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  3. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  4. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  5. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  6. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  7. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  8. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  9. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  10. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  11. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  12. Ni Mitiyye Madeene Diye
  13. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  14. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  15. Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics
  16. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  17. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  18. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  19. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  20. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)

Leave a comment