Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics

rifaete subhe saadat zindabad

marhaba jashne wiladat zindabad

mojiza hi mojiza hai unki zat

shahkare daste kudrat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

chand tare ambiya hain bilyaki

aap hain mohare nubuwat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

zindagi phir zindagi lagane  lagi

jabke aae raze rahmat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

nafarato ke pair girate hi gae

jab khila ye phoole ulfat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

dushmane ja par bhi sayae karam

aap aae ban ke rahmat zindabad

marhaba jasne wiladat……………………

naat unki ae ‘ujagar’ likhte hi

mujpe utari hai masrrat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..


Related Content

  1. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  2. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  3. Ham Faqeeron Ko Madeene
  4. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  5. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  6. Rab Mehfilan Sajayan
  7. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  8. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  9. YA TAIBA YA TAIBA
  10. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  11. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  12. Ali Haidar ka gharana
  13. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  14. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  15. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  16. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  17. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  18. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  19. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  20. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME

Leave a comment