Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics

Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad

Rehmat Baras Rahi  Hay Muhammad Ke Shaher Me
Har Shehe Me Tazgi  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Har Eik Bhar Raha He Yahan Damane Murad
Makhlook Aa Rahe  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Ate Hein Bakhshwany Gunahoon Ko Gunahgar
Qismat Badal Rahi  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Har Shehe Me Tazgi  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Dolat Sakoon Ki Har Jagha Hum Dhondty Rahe
Akhir Ye Mil Gai  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Har Simt Aa Rahi Hein Saday Darood Ki
ik Dhoom See Machi  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Ae Sa Laga Ke Samny Khud Aa Gay Hazoor
Eik Naat Jab Parhi  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Roshan He Jis Ke Noor Se Dono Jahan Riaz
Ae Se Shaman Jali  Hay Muhammad Ke Shaher Me

Rehmat Baras Rahi  Hay Muhammad Ke Shaher Me
Har She Me Tazgi  Hay Muhammad Ke Shaher Me


Related Content

  1. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  2. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  3. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  4. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  5. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  6. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  7. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  8. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  9. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  10. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  11. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  12. Karahe Hain Teri Sana Khani
  13. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  14. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  15. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  16. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  17. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  18. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  19. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  20. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics

Leave a comment