Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics

Koi Aaye Koi jaye Yeh Tamasha Kiya He Lyrics

zindagi maut ka nishana he sab ko ek din yahan se jana he

koi Aaye koi jaye yeh tamasha kiya he

koi Aaye koi jaye yeh tamasha kiya he

kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata ke ye duniya kiya he

koi Aaye koi jaye yeh tamasha kiya he

koi Aaye koi jaye yeh tamasha kiya he

yeh ajal hi se sab ne dekha he uski khidamat ka ik karishma he

marne wala kabhi nahi ata jane kudarat ka kiya wo auma he

anewale to chale jate he wapas lekin

anewale to chale jate he wapas lekin

janewale nahi Aate ye fasana kiya he

janewale nahi Aate ye fasana kiya he

koi aye koi jaye yeh tamasha kiya he

Koi Aaye Koi jaye Yeh Tamasha Kiya He Lyrics

bad marne ke tere aeh bab kam ayege kiya

zindagi bhar ki mohabbat ek mutthi khakh he

tere aehbab tere dost tere gharwaale

tere aehbab tere dost tere gharwaale

tujhko mitti me mila denge samajtaa kiya he

kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata ke ye duniya kiya he

koi Aaye koi jaye yeh tamasha kiya he

dafan karke yeh tasalli bhi diye jate he

dafan karke yeh tasalli bhi diye jate he

rafta rafta sabhi a jayege darta kiya he

rafta rafta sabhi a jayege darta kiya he

kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata ke ye duniya kiya he

do ghadi royenge aehbab tere Aaye kamil

do ghadi royenge aehbab tere Aaye kamil

phir hamesha ko bhula denge samajta kiya he

kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata

ke yeh duniya duniya duniya kiya he


Related Content

  1. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  2. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  3. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  4. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  5. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  6. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  7. Qurban Tumpe Meri Jaan
  8. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  9. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  10. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  11. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  12. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  13. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  14. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  15. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  16. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
  17. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  18. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  19. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  20. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics

Leave a comment