Ya Nabi Ya Nabi

Yaa Nabi Yaa Nabi Yaa Nabi

Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabi
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap Shaah-e-ommum
Aap Khair-ul-waraa
Aap sartaaj-e-paighaimberaan-e-khudaa
Aapki doonon aalam main jalwa garii
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap khallak-e-aalam ke hain tarjoomaa
Aap arsh-e-ilaahi ke hain raazdaan
Aap ghaar-e-hira ki haseen roshni
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Khatam-ul-mursaleen-e-jahan aap hain
Baees-e-azmat-e-kunfaqaa aap hain
Farsh se arsh taq bartari aapki
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap Quraan laaye habib-e-khuda
Hai laqabb aapka khatam-ul-ambiyaa
Aapse ehl-e-haq ko miley aaghaahii
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aarzoo par karam ho shah-e-hasheemi
Waqf-e-rung ju alam jiski hai zindagii
Bukhsh do is ko deedar ki roshni
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabii

Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabi
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii


Related Content

  1. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  2. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  3. Aankhon ka taara naame Muhammed
  4. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  5. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  6. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  7. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  8. Soona jungle raat andheri chaye hai
  9. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  10. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  11. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  12. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  13. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  14. MEHBOOB DA MELA AE
  15. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  16. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  17. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  18. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  19. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  20. Aye Hasnain Ke Nana

Leave a comment