Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics

DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Shauke Didaar Me Sou Jis Shab

Apna Didar Karao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Mere Dil Ki Hai Tamanna Har Dam

Apna Ghar Isko Banao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Fikre Duniya Me Na Aansu Nikle

Apni Ulfatt Me Rulao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Hubbe Duniya Se Bachana Mujhko

Mujhko Apna Hi Banao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Jitne Momin Hai Pareshan Data

Sabki Bigdi Ko Banao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Shakire Razvi Hai Aasi Shaha

Muzda Bakshish Ka Sunao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa

Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa


Related Content

  1. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  2. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  3. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  4. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  5. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  6. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  7. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  8. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  9. Aaqa Ka Milad Aaya
  10. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  11. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  12. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  13. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  14. Noor Wala Aya Hai
  15. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  16. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  17. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  18. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  19. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  20. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,

Leave a comment