Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics

Me Nazar Karun Jano Jigar kaisa Lage Ga

Rakhdu dar – e – Sarkar peh sar, kesa lage ga

Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii

Main kesa lagun ga, mera ghar kesa lage ga

Jab duur seh hai itna haseen, Ghumbad – e – Hazra

Is par seh esa hai, udar kesa lage ga

Sarkar neh dar peh tujhe, bulwaya hai mangte

Jab ko’ii mujhe deh ga khabar, kesa lage ga

Jis hath seh likhun ga, Muhammad ka qaseeda

Us hath meh Jibre’il ka par, kesa lage ga

Ghaus – ul – wara seh puchlo, ik roz yeh chal kar

Baghdad seh tayba ka safar, kesa lage ga

Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii

Main kesa lagun ga, mera ghar kesa lage ga

Rakhlun ga imame peh, joh na’alen – e – muqadas

Shaho keh muqabil mera sar, kesa lage ga


Related Content

  1. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  2. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  3. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  4. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  5. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  6. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  7. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  8. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  9. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  10. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  11. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  12. YA TAIBA YA TAIBA
  13. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  14. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  15. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  16. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  17. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  18. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  19. Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics
  20. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics

Leave a comment