Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Aakhri Waqt Mein Kya Ronaq E Duniya Dekhoon
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Isne Bhi Madina Dekh Liya Usne Bhi Madina Dekh Liya
Sarkar Kabhi Toh Mai Bhi Kahu Mai Ne Bhi Madina Dekh Liya
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Mainu Majburiya Ne Dooriya Ne Maare Aa
Sadh Lo Madine Aaqa Karu Meherbaniyan

Thu Saan Te Hai Dera Mai Toh Badi Door Aa Gaya
Sadh Lo Madine Aaqa Karo Meherbaniyan
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Phir Karam Ho Gaya Mai Madine Chala
Jhoomta Jhoomta Mai Madine Chala

Saakiya Meh Pila Mai Madine Chala
Mast O Bekhud Bana Mai Madina Chala

Mere Aaqa Ka Dar Hoga Peshe Nazar
Chahiye Aur Kya Mai Madine Chale
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Ek Roz Hoga Jana Sarkar Ki Gali Me
Hoga Wahi Thikana Sarkar Ki Gali Me
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Teri Jaliyon Ke Niche Teri Rehmato Ke Saaye
Jise Dekh Ni Ho Jannat Woh Madina Dekh Aaye
Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Mere Maula Meri Aankhe Mujhe Wapas Karde
Taake Iss Bar Mai Jeebhar Ke Madina Dekhoon
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Bulalo Phir Mujhe Aye Shah E Bahrobar Madine Me
Mai Phir Rota Huwa Aau Tera Dar Par Madine Me

Madine Jaane Waalo Jaao Jaao Fi Aman’illah
Kabhi Toh Apna Bhi Lag Jayega Bistar Madine Me


Related Content

  1. Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics
  2. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  3. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  4. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  5. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  6. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  7. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  8. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  9. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  10. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  11. Noori Mahfil Lyrics
  12. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  13. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  14. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  15. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  16. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  17. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  18. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  19. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  20. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)

Leave a comment