Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics

Nazar Ko Bakhsh Do Aisa Asar Garib Nawaz
Nazar Utha U To Avo Nazar Garib Nawaz

Garib Jayey To Jayey Kidhar Garib Nawaz
Tumhara Dar Hey Mohammad Ka Dar Garib Nawaz

Wahi Madad Key Liyey Ayeygey Moinuddin
Labo Pey Aagaya Teyrey Agar Garib Nawaz

Nazar Ho Jis Pey Teyri Uska Puch Na Hi Kya
Teyri Nazar Hey Nabi Ki Nazar Garib Nawaz

Mey Pul Sirat Sey Guzaru To Is Tarha Guzru
Idhar Ho Ghaus Piya Aur Idhar Garib Nawaz

Rasool-EY-Pak Ney Is Hind Ko Dua Di Hey
Basa Hey Jab Sey Tumhara Nagar Garib Nawaz

Padhaya Apney Lakho Ko Rah Main Kalma
Kiya Madiney Sey Aisa Safar Garib Nawaz


Related Content

  1. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  2. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  3. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  4. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  5. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  6. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  7. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  8. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  9. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  10. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  11. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  12. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  13. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  14. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  15. Barhy jo karky vo
  16. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  17. Karam Karam Mola
  18. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  19. Rab Mehfilan Sajayan
  20. Hota agar zameen par saya Rasool ka

Leave a comment