Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics

Dar e Nabi Par

Yeh Rifaat-e-Zikaar-e-Mustaafaa Hai,Naahi Kissi kaa Maaqaam Aisa

Jo Baaaad Zikr-e-Khudaa Hai AAfzaal Hai Zikaar-e-KHair Ul AAnaam

Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa

Maadine Waale KaaHain Maaqaami Ho Unke Daar Par Qaayaam Aisa

Laabon pe Nam-e-Naabi Jab Aayaa Guraaiz Pan Haadson Ko Jo Tal Detaa Hai Mushkilon Ko Mere Nabi Kaa Hai Nam

Mujhi ko Dekho Woh Betalab hi Nawaazte Jaa Rahe Hain Paihum

Na Mera Koi Amal Hai Aisa Naa Meraa Koi Hai Kaaaam Aisa

Bilal Tuj Par Nisar Javoon Ke Khud Nabi Ne Tujhe Kharida

Nasib Ho To Nasib Aisa Ghulaam Ho To Ghulaam Aisa

Hain Jitne Aql-o-Khirad ke Dawe Sab Unki Gard-e-Safar Main Gum Hain

Koi Bhi Ab Tak Samajh Naa Paayaa, Hai Mustafaa Kaa Maqaam Aisa

Ke Namaaz Aqsaa Main Jab Parhaayee To Ambiyaa aur Rusool Yeh Bole

Ke Namaaz Ho To Namaaz Aesi Imaam Ho To Imaam Aisa

Main Khaalid APne Nabi Pe Qurbaan Hai Jis kaa Khulq-e-Azeem Quraa’n

Salaamti Ki Jo Hai Zamaanat Woh Le ke Aaaye Nizaam Aisa


Related Content

  1. Barhy jo karky vo
  2. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  3. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  4. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  5. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  6. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  7. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  8. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  9. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  10. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  11. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  12. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  13. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  14. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  15. Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai  Naat Lyrics
  16. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  17. Karahe Hain Teri Sana Khani
  18. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  19. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  20. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics

Leave a comment