Sunehri Jalion Ko Nazar Aane

Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aney Ka Muqa Do (3)
Faqeeroon Ko Shahey Badeha Udher Aney Ka Muqa Do

Dilon Mey karwatein Leti Hoi Bekal Tamanaey
Ye Kehti Hein Key Qadmoon Mey Bikhar Jany Ka Muqa Do

Tumhara Zikar Hum Athoon Pehar Karty Hein Roo Roo Kar
Hamari Akibat Ko Bhi Sanwar Jany Ka Muqa Do

Takaza Akhri Hey Aap Sey Ya Shafa E Mehshar
Hamy Bhi Ab Madine Mey Utar Jany Ka Muqa Do

Lipat Jay Ga Ishrat Bhi Dare Athar Key Jalwoon Sey
Usey Bhi aap Key Jalwoon Mey Ghir Jany Ka Muqa Do

Faqeeroon Ko Shahe baduha Udher Aney ka Muqa Do
Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aney Ka Muqa Do

Hamy Bhi ab Madine May Utar Jany Ka Muqa Do


Related Content

  1. Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai  Naat Lyrics
  2. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  3. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  4. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  5. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  6. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  7. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  8. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  9. Qurban Tumpe Meri Jaan
  10. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  11. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  12. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  13. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  14. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  15. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  16. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  17. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  18. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  19. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  20. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai

Leave a comment