Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics

Khushiyon ki baharein laya Ramzan Mubarak aaya

Dil jhoom mera gaya Ramzan Mubarak aaya

Quran ki tilawat hogi bharpoor ibadat hogi

Quran ka tohfa laya Ramzan Mubarak aaya

Saheri ki ajab rahat hai iftar meh woh raunak hai

Ik kaif ajab hai chhaya Ramzan Mubarak aaya

Roze ki yeh lazzat dekho na pyas ki shiddat hai woh

Kya sabr hai hum ne paya Ramzan Mubarak aaya

Ramzan toh hai uski ho sath me ma jiski

”Turkee” ne toh ashk bahaya jab Ramzan Mubarak aaya

Allah meri Ma ko Ramzan ke sadqe me

Sab maf gunah karde Jannat bhi ata karde

Zahra ka mile saya Ramzan Mubarak aaya


Related Content

  1. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  2. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  3. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  4. Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics
  5. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  6. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  7. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  8. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  9. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  10. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  11. Do jag de wich hoye ujaale,
  12. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  13. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  14. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  15. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  16. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  17. Aadha Idhar Aadha Udhar
  18. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  19. Aaj Muhammad aye moray ghar
  20. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics

Leave a comment