Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey } 2

Hum Madine mein tanha nikal jayengey
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey 2

Hum wahan jakey wapas nahin ayengey
Doond te doondte log tak jayengey 2

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega
Bandagi ka kareena badal jaye ga 2

Sar juka ne ki fursat miley gi kisey
Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey 2

Naamey Aaka jahan bhi liya jayega
Zikr unka jahan bhi kiya jayega 2

Noor hi noor seeno mein bhar jayega
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey 2

Eh Madiny ke zahi KHuda ke liye
Daastaan ne safar mujko yumad suna 2

Baat bhar jayegi dil tarap jayega
Mere mohtat aasoo chalak jayege 2

Unki chashme karam ko hai iski khabar
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar 2

Hum ko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaka ke darbar tak jayegeney 2

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey


Related Content

  1. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  2. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  3. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  4. Nazar Mai Hai Kaba Tu Dil Mai  Naat Lyrics
  5. Aaqa Ka Milad Aaya
  6. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  7. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  8. Kaba Lyrics
  9. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  10. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  11. Ham Faqeeron Ko Madeene
  12. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  13. Rab Mehfilan Sajayan
  14. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  15. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  16. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  17. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  18. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  19. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  20. Noorani Darbaar Madine Waale Ka

Leave a comment