Jab Jab Nabi ki Yaad Aaye He
Jiya mora khinch ke madina chala jaye he
Amina bibi khushiyan manayen
Abdul Mutallib fule na samayen
Bal bal halima bibi jaye he
Jiya mora khinch ke madina chalaa jaye he
Aaye ro jag ma shah e madina
Kufr ke saath pe aaya pasinaa
Haq ka jo jhanda lehraye he
Jiya mora khinch ke madina chala jaye he
Allahu akbar unka pasina
Jisme mahekta he sara madina
Dono jahan ko mehakaye he
Jiya mora khinch ke madina chalaa jaye he
Ayega ik din hajj ka mahinaa
Fir se bula lo shahe madina
Rizwan ko yaad ab sataye he
Jiya mora khinch ke madina chala jaye he