Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics

Noor Se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane Aaye

Ghum Ke Maaro Dukhyaro Ko Seene Se Lagane Aaye

Noore Nigare Ambiya, Mere Huzur Aa Gaye

Shano Nishaane Kibriya Mere Huzur Aa Gaye

Nikhra Hua Hai Rue Gul Faili Hui Hai Bue Gul

Banke Bahaare Jaan Fiza Mere Huzur Aa Gaye

Arshe Baree Ki Rounake Farshe Zamee Par Aa Gayi

Sajde Ko Jhuk Gaya Aasmaan Mere Huzur Aa Gaye

Ashqo Se Bhar Ke Jholiya Aankhe Bicha Do Raah Me

Salle Alaa Ki Do Sadaa Mere Huzur Aa Gaye

Chatki Hui Hai Chaandni Faili Hui Hai Roshni

Dariya Rawan Hai Noor Ka Mere Huzur Aa Gaye

Mehfil Ko Ab Sawaar Lo Dil Ka Chaman Nikhar Lo

Kardo Charaga Jaa-Baja Mere Huzur Aa Gaye

Sayim Kalaame Zouk Se Kalbo Nazar Ko Shauk Se

Rahon Me Aaj Do Bicha Mere Huzur Aa Gaye


Related Content

  1. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  2. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  3. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  4. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  5. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  6. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  7. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  8. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  9. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  10. Azal Ki Khushboo Ho
  11. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  12. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  13. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  14. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  15. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  16. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  17. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  18. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  19. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  20. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics

Leave a comment