AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
NAAR E DOZAKH SE GHULAMON KO BACHANAY WALE
HAI MUQADDAR MAIN BULANDI HI BULANDI APNE
HUM TOU HAIN KADMON MAIN SAR UN KE JHUKANAY WALE
KAR K EHSAAN JITAANA YEH NAHI SHAAN UNKI
AUR KOI HON GAI WOH EHSAAN JITAANAY WALE
MAR K POHANCHA JO LEHED MAIN TOU NAKEERON NE KAHA
MARHABA NA’AT SHAH-E-DEEN KI SUNANAY WALE
TU JALA SAKTI NAHI SUN LE JAHANAM HUM KO
HUM TOU HAIN JASHAN-E-WILAADAT K MANANAY WALE
KASH SARKAAR SAR-E-HASHAR KAHAIN MUJH SE OBAID
AA JA DAAMAN MAIN MERI NA’AT SUNANAY WALE
AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
Related Content
- Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
- MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
- karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
- Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein Naat Lyrics
- Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
- Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
- Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
- Maah E Rabi Ul Awwal Aaya Naat Lyrics
- Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi Naat Lyrics
- Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho Naat Lyrics
- Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
- Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se Naat Lyrics
- Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai
- Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah Naat Lyrics
- Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
- Chamak Tujh Say Paatay Hain
- aaka ko pukar bande aaka pukar
- KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
- Rehmat Baras Rehi Hai