Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar

Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar

Naat By Ustaazuz Zaman Hazrat Maulana Hassan Raza Khan Al-Qaderi (Rahmatullahi Alaih)

Sooae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar

Ser Ghulshan Kohn Dekhe Daste Tayba Chor Kar

Sooae Jannat Kohn Jaaye Dar Tumhara Chor Kar

Be Liqaae Yaraane Ko Chain Aajaata Agar

Baar Baar Aate Na Yoon Jibreel Sidra Chor Kar

Mar Hi Jaaon Me Agar Is Dar Se Jaaon Do Qadam

Kya Bache Bimaare Ghum Qurbe Masiha Chor Kar!

Bakshwaana Mujh Se Aasi Ka Rawaa Hoga Kisse

Kis Ke Daaman Me Choepoo Daaman Tumhara Chor Kar

Aisi Jalwo Par Karoon Me Laakh Hooro Ko Nisaar

Kya Gharaz Kyoon Jaa?On Jannat Ko Madina Chor Kar

Hashr Me Ekh Ekh Ka Mootakte Phirte He Adoo

Aafato Me Phans Ghaye Un Ka Sahaara Chor Kar

Mar Ke Jeethe He Jo Unke Dar Pe Jaathe He Hassan

Jee Ke Marte He Jo Aathe He Madina Chor Kar


Related Content

  1. Aankhon ka taara naame Muhammed
  2. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  3. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  4. Rehmat Baras Rehi Hai
  5. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  6. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  7. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  8. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  9. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  10. Ae Noor-e-mujjassim
  11. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  12. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  13. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  14. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  15. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  16. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  17. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  18. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics
  19. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  20. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar

Leave a comment