Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics

Bagare huwe bante hain kam madine me

Mikate hain jaha bhar ke aalam madine me

Bigare huwe bante hain………………………………….

Aa jao gunahgaro ne khuf chale aao

Sarkar ki rahmat to hain aam madine main

Bigare huwe bante hain………………………………….

E hajiyo ro ro kar keh dena salam unse

Le jao garibo ka pegaam madine me

Bigare huwe bante hain………………………………….

Wo sahfe  mahasar to bulwake gulamo ko

Dete hain safaet ka inaam madine me

Bigare huwe bante hain………………………………….

Darbar me jab puhchu e kasa saha us dam

Didar ka ho jae inaam madine me

Bigare huwe bante hain………………………………….

E kasa ke ro ro kar dam tur do mai kadmo me

Ho jae mera bilkher anjam madine me

Bigare huwe bante hain………………………………….

Jis waqt tarpakar main sarkar lagu girne

Bas aap muje barhkar le tham madine me

Bigare huwe bante hain………………………………….


Related Content

  1. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  2. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  3. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  4. Aankhon ka taara naame Muhammed
  5. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  6. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  7. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  8. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  9. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  10. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  11. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  12. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  13. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  14. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  15. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  16. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  17. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  18. Ya Nabi Ya Nabi
  19. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  20. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics

Leave a comment