Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics

Mojza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya
Ap Ne Qatre Ko Dariya
Keh Diya Toh Ho Gaya

Mohjza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya

Haat Me Talwar Lekar
Aaye Jab Hazrat Umar
Aa Mere Daman Me Aaja
Keh Diya Toh Hogaya
Mohjza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya

Aap Dida The Ba Waqte
Asre Jab Hazrat Ali
Dube Suraj Ko Nikalja
Keh Diya Toh Ho Gaya
Mohjza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya

Masjid E Nabavi Me Ghar Se
Aap Ke Mimbar Talak
Aap Ne Jannat Ka Tukda
Keh Diya Toh Ho Gaya
Mohjza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya

Mustafa Ko Hai Khuda Se
Pyaar Kitna Dekhiye
Khana E Kaaba Ko Qibla
Keh Diya Toh Ho Gaya
Mohjza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya

Naam Lekar Mustafa Ka
Haat Me Lekar Kalam
Mai Ne Ajmal Ek Qasida
Keh Diya Toh Ho Gaya
Mohjza Mere Nabi Ka
Keh Diya Toh Ho Gaya


Related Content

  1. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  2. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  3. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  4. Taiba Bula Lijiye Na
  5. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  6. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  7. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  8. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  9. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  10. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  11. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  12. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  13. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  14. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  15. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  16. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  17. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  18. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  19. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  20. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah

Leave a comment