Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand AayaShaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein
Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni
Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj
Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar
Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar
Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam
Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
Related Content
- Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
- Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do Naat Lyrics
- BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
- Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam Naat Lyrics
- Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
- Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)
- An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
- Azal Ki Khushboo Ho
- As Sub Hu Bada Min Talati Hii Naat Lyrics
- Aaj Muhammad aye moray ghar
- Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
- Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics
- Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
- Chamak Tujh Say Paatay Hain
- Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
- Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj Naat Lyrics
- Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood Naat Lyrics
- Soona jungle raat andheri chaye hai
- MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
- BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI