Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin

Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein
Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin

Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayin
Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin

Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aasiyo
Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin

Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon
Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin

Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira
Hub-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai humara aasraa koi nahin

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin


Related Content

  1. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  2. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  3. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  4. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  5. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  6. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  7. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  8. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  9. Ham Faqeeron Ko Madeene
  10. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  11. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  12. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  13. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  14. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  15. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  16. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  17. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  18. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  19. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  20. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON

Leave a comment