Aao ahle shariat pardhaye tumhe
Aao ahle manzar sunayein tumhe
Waqt ho jayega dum nikal jayega
Umer tham jayegy saad ruk jayegy….
Qabr main nafsi nafsi karega jahaa
Koi na kisi ka monnas rahega waha….
Aao ahle shariat bataye tumhe
Ehle manzar azaabe qbr batayein tumhe
Ek ye din hai kal wo din bhi ayega
Dunia jesi ki tesi palat jayegy
Uski aagosh mai jaker hosh aa jayega
Mukannakir aa jayega qabar hil jayegy
Qabar main nafsy nafsy jahan
Koi na kisy apna rahega waha
Ho jo momin to phir hai hai kia phir baat
Karega noor e rasool mai tay wo pulsarat
Ummate rasool jo hoga waha
Noor hi noor us par hoga waha
Aao ehle shariat sunaye tumhe
Ehle manzar kia hoga ye bataye tumhe
Aao ahle shariat pardhaye tumhe
Related Content
- Abr E Karam Gesoo E Muhammad
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
- Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
- Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
- Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
- Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
- AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
- Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
- Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha Naat Lyrics
- Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri Naat Lyrics
- Ya Nabi Ya Rasool
- Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
- Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
- Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
- Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
- Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
- Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
- Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
- Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
- Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics