Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah
Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah
Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka
Muhmmad Ruhi Fidaka
Muhmmad Ruhi Fidaka
Peshe Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaeeinge
Aap Route Jaeeinge Hum Ko Hasaate Jaeeinge
Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah
Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka
mijrime haibat zada jab parde isyaan le chala
lutfe shafe taskin peshe yazda le chala
Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah
Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka
Dil Nikal Jaane Kee Jaa Hai Aah! Kin Aankhoon Se Wo
Hum Se Piyaason Ke Liye Darya Ba-ha-te Jaeeinge
Kushtgaane Garmiye Mahshar Ko Wo Jaane Maseeh
Aaj Daaman Ki Hawa De Kar Jilate Jeenge
Gul Khilega Aaj Yeh Unki Naseeme Faiz Se
Khoon Route Aeenge Hum Muskurate Jeenge
Haan Chalo Hasrat Zad-oon Sunte Hain Wo Din Aaj Hai
Thee Khabar Jisskee Ke Wo Jalwa Dikhaate Jaeeinge
Kuch Khabar Bhee Hai Faqeeron Aaj Wo Din Hai Ke Wo
Na’mat-e-Khuld Apne Sadqe Meyn Luta-Te Jaeeinge
Khaak Uftado Buss Unn Ke Aane Hee Kee Der Hai
Khud Wo Girr Kar Sajdah Meyn Tum Ko Utha –Te Jaeeinge
Wus’ateyn Dee Hain Khuda Ne Daaman-e-Mehboob Ko
Jurm Khulte Jaeeinge Aur Wo Chupate Jaeeinge
Lo Wo Aee Muskurate Hum Aseeron Kee Taraf
Khirman-e-Is’iyaan Pe Bij-lee Gira-Te Jaeeinge
Sokhta Jaano Pe Wo Pur Joshe Rahmat Aee Hain
Aabe Kausar Se Lagi Dil Ki Bujhate Jeenge
Aaftaab Unka Hii Chamkega Jab Auron Ke Chiraag
Sarsare Joshe Bala Se Jhilmilate Jeenge
Paee Quba Puul Se Guzrenge Teri Aawaaz Par
Rabbi Sallim Ki Sada Par Wajd Laate Jeenge
Sarware Di Lije Apne Naatwano Ki Khabar
Nafso Shaitaan Seyida Kab Tak Dabate Jeenge
Hush-ar Tak Daa-leyn-ge Hum Pey-Da-Ish-e-Maula Kee Dhoom
Miss-Le Faa-Ris Najd Ke Qil Aey Gira-Te Jaeeinge
Khaak Ho Jaeein A’doo Jal Kar Magar Hum Tou Raza
Dum Meyn Jab Tak Dum Hai Zikr Unn Ka Suna-Te Jaeeinge
Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
Related Content
- Ek Ghuzarish Naat Lyrics
- Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
- Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
- Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
- Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai Naat Lyrics
- Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain Naat Lyrics
- Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
- Bighari Banaao Makki Madani Naat Lyrics
- Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge Naat Lyrics
- Banke Sail Madine Noo Lyrics
- Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega Naat Lyrics
- AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
- Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin Naat Lyrics
- Huzoor Jante Hain Naat Lyrics
- Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz Naat Lyrics
- Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
- MADINE WAALE MERI LAAJPAL
- Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun Naat Lyrics
- Sunni Musalman Mai Sunni Musalman Naat Lyrics
- Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics