Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Ya Rabb Tere Mahboob ka Jalwa nazar aaye
Is Noor Mujassam ka Saraapa nazar aaye

Ay kaash kabhi aisa bhi ho kwaab me mere
Hoon jis ki Gulaami me who Aqaa nazar aaye

Ta Hashr meri qabar me ho jaaye ujaala
Marqad me jo Un ka ruke zebaa nazar aaye

Jis dar ka banaaya he ghadaa mujh ko Ilaahi
Is dar pe kabhi kaash ye maghta nazar aaye

Roshan rahe aankhen ye meri ba?de fana bhi
Gar waqt nazaa?e ho Shahe Waala nazar aaye

Kis aankh ne dekhi he misaal ankhi jahan me
Sarkaar too konain me yakta nazar aaye

Kaaba ay Riaz is ko banaalo me dil ka
Gar Naqshe Qadam mujh ko Nabi nazar aaye


Related Content

  1. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  2. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  3. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  4. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  5. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  6. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  7. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  8. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  9. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  10. Ni Mitiyye Madeene Diye
  11. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  12. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  13. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  14. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  15. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  16. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  17. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  18. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  19. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  20. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)

Leave a comment