Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Sab pareay
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Bohoth bay kararee kay alam main hoo main
Mayree bay kararee mitaa mayray mowla

Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain
Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain

Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil
gar abid kay dil may samaa mayray mowla

Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Mujey bi Madiney bula merey Mowla
Karam ki thajali dikha merey Mowla

Bohoth bekarari key alaam mey hu mey
Meri bekarari mita merey Mowla

Sunaah hai Madina karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai

Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka
Meri bhigari aab thow bana merey Mowla

Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu
Mey Therey Muhammad key Dhar ka ghada hu

Thujey vaastha syeda Fatimah ka
Mujey har balah sey bacha merey Mowla


Related Content

  1. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  2. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  3. Ae Noor-e-mujjassim
  4. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  5. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  6. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  7. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  8. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  9. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  10. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  11. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  12. Tere Ishq Di Dolat
  13. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  14. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  15. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  16. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  17. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  18. Dardo Aalam Ke Mare
  19. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  20. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS

Leave a comment