Bahar e Jaan Fiza Tum Ho

Bahar E Jaan Fiza Tum Ho Nasim-E Gulsitan Tum Ho
Bahar-E Bagh-E Rizwan Tum Se Hai Zaibe Jinan Tum Ho

Khuda Ki Saltanut Ka Do Jahan Main Kaun Dulha Hai

Tumhee Tum Ho Tumhee Tum Ho Yahan Tum Ho Wahan Tum Ho

Haqeeqat Se Tumhari Juz Khuda Aur Kaun Waqif Hai
Kahe Tu Kya Kahe Koyee Chuneen Tum Ho

Chunaan Tum Honazar ‘Arif Ka Har ‘Alam Main Aya Aap Ka ‘Alam
Na Hote Tum Tu Kya Hota Bahar Har Jahan Tum Ho

Kuju Hum Khaak Uftadah Kuja Tum Ae Shah-E Bala
Agar Misl-E Zamin Hum Hain Tu Misl-E Asman Tum Ho

Main Bhula Aap Kī Rif’at Se Nisbat Hee Hamein Kya Hai
Woh Kehne Bhar Kee Nisbat Thee Kahan Hum Hain Kahan Tum Ho

Hamein Umeed Hai Rauz-E Qiyamat Unkee Rehmat Se
Ke Farmayein Idhar A’ao Na-Mayus Az-Jinan Tum Ho

Sitam Karo Khata Karo Siyah Karo Jafa Karo
Hamare Daman-E Rehmat Main Aa Jaoo Kahna Tum Ho

Tumhare Hote Saate Dard Dukh Kis Se Kahoon Pyare
Shafī’e Asiyan Tum Ho Waqīl-E Mujriman Tum Ho

Riyazat Ke Yahee Din Hain Burhape Main Kahan Himmat
Jo Kuch Karna Hai Abhi Karlo Abhi Noori Jawan Tum Ho

Faqat Nisbat Ka Jaise Hoon Haqiqi Noori Ho Jau
Mujhe Jo Dekhe Keh Uthe Miyan Noori Miyan Tum Ho


Related Content

  1. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  2. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  3. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  4. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  5. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  6. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  7. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  8. Aye Hasnain Ke Nana
  9. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  10. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
  11. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  12. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  13. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  14. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  15. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  16. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  17. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  18. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  19. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  20. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)

Leave a comment