Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics

Har nazar kamp uthegi mehshar ke din

Khauf se har kaleja dahal jayega

Par ye naaz unke bande ka dekhenge sab

Tham kar unka daman machal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Moj katra ke hamse chali jayegi

Rukh Mukhalif hava ka badal jayega

jab ishara karange vo name khuda

apna bera bhavar se nikal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Yu to jita ho hukme khuda se magar

Mere dil ki hai unko yakinan khabar

Fasale zindagi hubahu din  mera

Unke kadmo pe jab dam nikal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Rabbe sallim wo farmane wale mile

Kyu satate hain ai dil tuje was wasre

Pul se gujrenge hum wajad karte huve

Kaun kehata hai panw fisal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

‘Akhtre khasta’ kyu itna bechen hai

Tera aaka shahanshah e kaunain hai

Lo laga to sahi shahe lolak se

Gam musarrat ke sanche main dhal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………


Related Content

  1. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  2. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  3. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  4. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  5. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  6. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  7. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  8. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  9. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  10. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  11. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  12. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  13. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  14. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  15. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  16. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  17. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  18. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  19. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  20. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics

Leave a comment