Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics

Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se
Mila Hein Jab Hi Mila Maa Teri Duaaon Se

Jahan Jahan Bhi Gaya Log Dil Bichaane Lagey
Ye Ehteraam Mila Maa Teri Duaaon Se

Maa Ki Duah Jannat Ki Hawa Maa Ki Duah Jannat Ki Hawa

Ye Kamiyaabiyan Shohrat Qadam Qadam Pe Milee
Naseeb Eysaa Mila Maa Teri Duaaon Se

Tawaaf Main Ne Kiya Kee Sa’ai-E-Marwaa Bhi
Jo Main Ne Umra Kiya Maa Teri Duaaon Se

Mujhe Giraane Pe Haasid Toule Huwe The Magar
Main Dushmanon Se Bachaa Maa Teri Duaaon Se

Qasam Hain Iss Mein UJAAGAR Ka Kuch Kamal Nahin
Uruj Isko Mila Maa Teri Duaaon Se

Maa Ki Duah Jannat Ki Hawa Maa Ki Duha Jannat Ki Hawa


Related Content

  1. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  2. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  3. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  4. Noor Wala Aya Hai
  5. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  6. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
  7. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  8. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  9. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  10. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  11. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  12. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  13. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  14. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  15. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  16. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  17. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  18. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  19. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  20. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)

Leave a comment