Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics

Khushiyon ki baharein laya Ramzan Mubarak aaya

Dil jhoom mera gaya Ramzan Mubarak aaya

Quran ki tilawat hogi bharpoor ibadat hogi

Quran ka tohfa laya Ramzan Mubarak aaya

Saheri ki ajab rahat hai iftar meh woh raunak hai

Ik kaif ajab hai chhaya Ramzan Mubarak aaya

Roze ki yeh lazzat dekho na pyas ki shiddat hai woh

Kya sabr hai hum ne paya Ramzan Mubarak aaya

Ramzan toh hai uski ho sath me ma jiski

”Turkee” ne toh ashk bahaya jab Ramzan Mubarak aaya

Allah meri Ma ko Ramzan ke sadqe me

Sab maf gunah karde Jannat bhi ata karde

Zahra ka mile saya Ramzan Mubarak aaya


Related Content

  1. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  2. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  3. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  4. Ham Faqeeron Ko Madeene
  5. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  6. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  7. Noor Wala Aya Hai
  8. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  9. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  10. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  11. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  12. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  13. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  14. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  15. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  16. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  17. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  18. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  19. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  20. Azal Ki Khushboo Ho

Leave a comment