Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)

Bacha bacha muskariyah baravein ka chand aya

Khusiyah ka toofan laya baravein ka chand aya

Shaadmanee ke taranay goonjtay hai dahar mai

Wajad mai har shahz aya baravein ka chand aya

Roshni hee roshni hai chandnee hee chandnee

zarra zarra jamagaya baravein ka chand aya

Ho gia hai band saray zulmato ke baab aaj

Dahar mai woh noor aya baravein ka chand aya

Kil uttee kalya muhabbat kee gallo par hai nikhaar

Baghay ulfat lelahaya baravein ka chand aya

Sazay jan par bajj rahay hai ek naghma baar baar

Amina ka laal aya baravein ka chand aya

Shukar kartay hee raho rab ka ujagar subah o shaam

Rab ka kaisa fazal paya baravein ka chand aya


Related Content

  1. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  2. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  3. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  4. Noor Wala Aya Hai
  5. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  6. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  7. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  8. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  9. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  10. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  11. TERI JALIYON KE NEECHE
  12. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  13. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  14. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  15. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  16. Do jag de wich hoye ujaale,
  17. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  18. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  19. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  20. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM

Leave a comment