Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics

Khushiyon ki baharein laya Ramzan Mubarak aaya

Dil jhoom mera gaya Ramzan Mubarak aaya

Quran ki tilawat hogi bharpoor ibadat hogi

Quran ka tohfa laya Ramzan Mubarak aaya

Saheri ki ajab rahat hai iftar meh woh raunak hai

Ik kaif ajab hai chhaya Ramzan Mubarak aaya

Roze ki yeh lazzat dekho na pyas ki shiddat hai woh

Kya sabr hai hum ne paya Ramzan Mubarak aaya

Ramzan toh hai uski ho sath me ma jiski

”Turkee” ne toh ashk bahaya jab Ramzan Mubarak aaya

Allah meri Ma ko Ramzan ke sadqe me

Sab maf gunah karde Jannat bhi ata karde

Zahra ka mile saya Ramzan Mubarak aaya


Related Content

  1. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  2. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  3. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  4. YA TAIBA YA TAIBA
  5. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  6. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  7. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  8. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  9. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  10. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  11. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  12. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  13. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  14. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  15. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  16. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  17. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  18. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  19. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  20. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics

Leave a comment