Tum per mein laakh jaan se qurbaan Ya Rasool
Barr aaein mairay dil kay bhee armaan Ya Rasool
Kiyoon dil peh mein fidaa na karoon jaan Ya Rasool
Rehtay hein iss mein aap kay armaan Ya Rasool
Jiss dum keh dum badan say nikalnay lagay mera
Uss dam nah hon hawaas pareshaan Ya Rasool
Main ghir gaya hoon fauj-e-ma’asee mein al-madad
koi naheen nijaat ka samaan Ya Rasool
Duniya say aur kuch naheen matloob hay mujhay
lay jaaoon apnay saath mein Imaan Ya Rasool
Kafi hay yeh waseela shafaat kay wastay
Aasee to hoon magar hoon pashemaan Ya Rasool
Tum Par Main Jan
Related Content
- Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
- Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
- LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
- Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
- Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
- Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
- Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
- Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
- Mustafa Khairul Wara Ho Naat Lyrics
- Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
- Noorani Darbaar Madine Waale Ka
- Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Naat Lyrics
- Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
- Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam Naat Lyrics
- ALLAH Ho Rabo Muhammadin
- Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
- Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
- AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
- Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Naat Lyrics
- Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)