Aey Mere Mola Mola Mola

Apna Haram dikha de Dono jahan ke Malik

Kismat Meri Jaga De Dono Jahan Ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Barson se Arzoo Hai -Taiba Ki Arzoo Hai

Ek Baar hi Dikha DE Har Saal hi Dikha de Dono Jahan Ke Malim

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Ishq-eNabi ki Khusboo Karya-e-Jaan Main Rkha De

Ulfat Main Dil Basa De- Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Duniya o Akhirat ke Har Gham se Tu Bari Hai

Mujda Mujhe Suna De Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Duniya ke Har Sitam se Uqba ke Har Alam se

Daman Mera Chupa de Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Baitha Nabi ke Dar Jiss Dam ko Yeh Gada Hai

Uss Dam isse Pana de Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola


Related Content

  1. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  2. Aye Hasnain Ke Nana
  3. Abhi jibril utre
  4. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  5. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  6. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  7. Aadha Idhar Aadha Udhar
  8. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  9. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  10. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  11. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  12. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  13. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  14. Tum Par Main Jan
  15. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  16. Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics
  17. Noori Mahfil Lyrics
  18. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  19. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  20. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics

Leave a comment