Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)

Jab Masjid Nabvi ke Minaar Nazar Aey

Allah ki Rehmat ke Assaar Nazar Aey

Manzar ho bayaan kasie alfaaz nahi miltay

Jiss waqat Muhammad(S.A.W) ka Darbaar nazar aey

Bass yaad raha itna seenay say lagi jaali

Phir yaad nahi kia kia anwaar nazar aey

Dukh dard ke maroon ko gham yaad nahi rehtay

Jab samnay ankhoon ke gham khawaar nazar aey

Makkahay ki fizaoon main Taiyba ki Hawaon main

Hum nay jider dekha Sarkaar(S.A.W) nazar aey

Chod aya Zahuri main dil jaan Madinay main

Abb jeena yahan muj ko dushwaar nazar aey


Related Content

  1. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  2. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  3. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  4. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  5. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  6. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  7. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  8. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  9. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  10. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  11. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  12. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  13. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  14. Aadha Idhar Aadha Udhar
  15. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  16. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  17. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  18. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  19. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  20. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics

Leave a comment