Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha

Tere Qadmo me aana, mera kaam tha
Meri Kismat jagaana, Tera kaam he

Meri aankho ko he, deed ki arazoo
Rukh se Parda uthaana, Tera kaam he

Teri choukat kahan aur kaha ye jabeen
Tere faiz-e karam ki to hud hi nahi

Jin ko duniya me koyi na apna kahe
unko apna banana Tera kaam he

Baaraa bat?ta he Sultaane Kaunain ka
Sadqa Moula Ali Sadqa Hasnain ka
Sadqa Khwaja Piya Ghous Saqalain ka
Sadqa Sultan Bahu Peer Kaamil ka
Haaziri hogayi ye bhi in?aam he

Mere dil me teri yaad ka raaj he
Zahne Tere Tassawur ka muhtaaj he
Har ek nigahe karam me meri laaj he
Laaj meri nibhaana Tera kaam he

Pesh har aarazoo har tamana karoo
Thaam loo Jaaliya iltija ye karo
Mangne waalo daaman kushaada karo
Noor waale ka Faiz-e-karam aam he


Related Content

  1. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  2. Karahe Hain Teri Sana Khani
  3. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  4. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  5. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  6. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  7. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  8. Qurban Tumpe Meri Jaan
  9. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  10. Un Ki Nazar Mein
  11. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  12. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  13. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  14. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  15. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  16. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  17. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  18. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  19. Noor Wala Aya Hai
  20. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics

Leave a comment