TERE HOTE JANAM LIYA HOTA

Tere Hote Janam Liya Hota

Phir Kabhi To Tujhe Mila Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Kash Main Sang-e-Dar Tera Hota

Tere Qadmon Ko Choomta Hota

Kash Main Sang-e-Dar Tera Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Tu Chala Karta Meri Palkon Par

Tu Chala Karta Meri Palkon Par

Kash Main Tera Raasta Hota

Kash Main Tera Raasta Hota

Zarra Hota Jo Teri Rahoon Ka

Zarra Hota Jo Teri Rahoon Ka

Tere Talwon Ko Choo Liya Hota

Tere Talwon Ko Choo Liya Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Phir Kabhi To Tujhe Mila Hota

Larta Phirta Main Tere Aada Se

Larta Phirta Main Tere Aada Se

Teri Khatir Main Mar Gaya Hota

Teri Khatir Main Mar Gaya Hota

Tere Maskan ke Gird Shaam o Seher

Tere Maskan ke Gird Shaam o Seher

Ban Ke Mangta Main Phir Raha Hota

Ban Ke Mangta Main Phir Raha Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Phir Kabhi To Tujhe Mila Hota

Tere Hote Janam Liya Hota


Related Content

  1. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  2. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  3. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  4. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  5. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  6. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  7. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  8. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  9. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  10. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  11. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  12. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  13. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  14. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  15. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  16. Aadha Idhar Aadha Udhar
  17. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  18. Mai Toh Miladi Hu  Naat Lyrics
  19. Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics
  20. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii

Leave a comment