Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics

Do jahaan ke Wali ka do jahan pe saya hey Naat Lyrics

Unko to Khuda ne Unki marzi se banayaa hey

Noori noori talwe hey, kaise pyaare jalwe hey

Chand Unke jalwo ki bheek lene aaya hey

Barkato ki raile hey, nooriyo ki mele hey

Halima teri kotya me Kaun muskuraya hey

Toor par kaha Rabb ne, Lan Taraani Musa Lekin

mere Aaqa ko, (Rabb ne) arsh par bulaya hey

Nabiyo ne salami di, waliyo ne ghulami ki Sar pe

Unke Khaaliq ne taaj woh saja hey

Mauj mein jab Aate heyn, Woh taajwar banate hey

Sab pe hey karam Nasir, apna ya paraya hey

Wadduha ka Chehra hey, Taha ka Sehra hey

Unke muskurane se zamana jagmagaya hey

Do jahaan ke Wali ka do jahaan pe saya hey

Unko tho Khuda ne Unki marzi se banaya hey


Related Content

  1. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  2. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  3. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  4. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  5. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  6. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  7. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  8. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  9. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  10. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  11. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  12. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  13. Noori Mahfil Lyrics
  14. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  15. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  16. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  17. NABI KA JASHAN AAYA 
  18. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  19. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  20. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI

Leave a comment