Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics

Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay
Yeh Woh Turbat Hay Ji Ko `Arsh e A`zam Pur Fazeelat Hay!The destination of the angels is the shrine in Medina,
Ranking higher than the Great Throne, is this shrine in Medina!Bhala dasht e Madinah say chaman ko koi nisbat hai;
Madinay ki fazaa rashk e bahaar e baagh e jannat hai.

Can the gardens even compare with the plains of Medina?
The bloom of Paradise envies the air of Medina!

Madinah gar salamat hay to phir sab kuch salamat hai;
Khuda rakhay Madinay ko, issi ka damm ghaneemat hai..

Guaranteed is the safety of all, upon the safety of Medina,
May Allah preserve the city, sufficient for us is Medina!

Madinah aisa gulshan hai jo har gulshan ki zeenat hai;
bahaar e baagh e jannat bhi Madinay ki ba-dawlat hai..

The beauty of every garden is the garden of Medina,
The blossoms of Paradise too, are due to Medina!

Madinah chor kar sayr e jinaa(n) ki kya zaroorat hai;
yeh jannat say bhi behter hai yeh jeete jee ki jannat hai.

What is the need to roam in Paradise, leaving Medina?
A living Paradise, nay better than Paradise is Medina!

Humee(n) kya Haqq ta’aala ko Madinay say muhabbat hai;
Madinay say muhabbat un say ulfat ki `alaamat hai!

Not just we, even the truthful Lord loves Medina,
A sign of love for the beloved, is the love of Medina!

Ilahi!! Woh Madinay Kaisi Basti Hay Dikhaa-Dayna;
Jahaa(n) Rahmat Barasti Hay Jahaa(n) Rahmat Hi Rahmat Hay..

What does the city look like? O Lord, show us Medina!
Where it rains mercy upon mercy, the city of mercy Medina!

Madinah Chor Kar Jannat Ki Khushboo Mil Nahi(n) Sakti;
Madinay Say Mahabbat Hay To Jannat Ki Zamanat Hay.

Lost is the aroma of Paradise if you abandon Medina,
Gained is Paradise itself if you have a love for Medina!

Zamee(n) Pur Woh Muhammad Hain, Woh Ahmad Asmaano(n) Main;
Yahaa(n) Bhi Un Ka Charcha Hay – Wahaa(n) Bhi Un Ki MidHat Hay..

He is Mohammad on earth, and Ahmed in the skies,
Praised in both the worlds, is the master of Medina!

Yahaa(n) Bhi Un Ki Chalti Hay, Wahan Bhi Un Ki Chalti Hay;
Madinah Raajdhaani Hay Do `Aaalam Pur Hukoomat Hay!

He reigns in this world, and is obeyed even in the heavens,
He governs both the worlds, the capital is Medina!

Ghazab Hi Kardiya AKHTAR, Madinay Say Chalay Aa’aey;
Yeh Woh Jannat Hay Jis Ki `Arsh Waalo(n) Ko Bhi Hasrat Hay.

You wronged yourself, O Akhtar, why did you leave Medina?
Even the angels long for it- such is the Paradise called Medina!

Madinah Chor Kar Akhtar Bhala Kyu(n) Jaa’ayn Jannat Ko?
Yeh Jannat Kya Har Ik Ni`mat Madinay Ki Ba-Dawlat Hay

FARISHTAY JIS KAY ZAA’IR HAIN


Related Content

  1. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  2. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  3. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  4. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  5. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  6. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  7. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  8. Aadha Idhar Aadha Udhar
  9. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  10. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  11. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  12. TERI JALIYON KE NEECHE
  13. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  14. Apni Lagan Laga De
  15. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  16. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  17. Abhi jibril utre
  18. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  19. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  20. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa

Leave a comment