Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics

Sunte ho bekaso ki fariyad gause aazam

Mazalum tumse paate hain dad gause aazam

Jalwo se apne karke aabad gause aazam

Khadim ka dil banado bagdad gause aazam

Sunte ho be kason ki………………………………………..

Mere watan se mujko bagdad main bulakar

Bande alam se kardo aazad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Apne gulam ka dhar rosan karo kadam se

Chamaka tumhare damse bagdad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Kehdo zaban se jo kuchh mangega wo milega

Kardo gada ka apne dilshad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Bahare alam main mere bere pe hai tabahi

Duba muje bachalo fariyad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Lillah ab khabar lo kadmo se dur rah kar

‘Kasim’ ki zindagi hain barbad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….


Related Content

  1. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  2. Ya Nabi Ya Nabi
  3. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  4. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  5. Aaqa Ka Milad Aaya
  6. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  7. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  8. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  9. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  10. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  11. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  12. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  13. Aankhon ka taara naame Muhammed
  14. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  15. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  16. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  17. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  18. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  19. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  20. Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai  Naat Lyrics

Leave a comment