Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics

Habibe Khuda ka nazara karun men
Dil-o-jan un par nisara karun men

Teri kafshe pa yu savara karun men
Ke palko se usko buhara karun men

Mera deen-o-iman farishte jo puche
Tumhari hi janib ishara karun men

Yeh ek jan kiya hai agar ho karoron
Tere nam par sab ko wara karun men

Tere nam par sar ko qurban karke
Tere sar se sadqe utara karun men

Men kiyu ghair ki thokre khane jao
Tere dar se apna guzara karun men

Dam-e-wapsi tak tere geet gau
Muhammad Muhammad

Muhammad Muhammad
Muhammad Pukara karun men

Tera zikr lab par Khuda dil ke andar
Yuhi zindagani guzara karun men

Khuda khair se laye wo din bhi Nuri
Madine ki galiya buhara karun men


Related Content

  1. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  2. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  3. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  4. Dardo Aalam Ke Mare
  5. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  6. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  7. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  8. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  9. Aaj Muhammad aye moray ghar
  10. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  11. Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics
  12. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  13. Un Ki Nazar Mein
  14. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  15. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  16. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  17. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  18. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  19. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  20. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta

Leave a comment