Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics

Mein Nazar Karoon Jaan o Jigar Kaisa Lagay Ga
Rakhdoon Dar-e-Sarkar Pay Sar Kaysa Lagay Ga 

Aa Jaye Muqaddar Se Mere Ghar Jo Shah-e-Dee(n)
Mein Kaysa Lagoon Ga Mera Ghar Kaysa Lagay Ga

Jab Door Say Hain Itna Haseen Gumbad-e-Khizra
Iss Paar Say Aisa hai Udher Kaysa Lagay Ga

Sarkaar Ne Darr Pe Tujhe Bulwaya Hain Mangte

Jab Koyi Mujhe Dega Khabar Kaisa Lagay Ga

Jis Haath Se Likhunga Muhammad Ka Qaseedah

Us Haath Me Jibreel Ka Par Kaisa Lagay Ga

Ghous Ul Wara Say Pooch Lo Aik Roz Ye Chal Kar
Baghdad Say Taiba Ka Safar Kaysa Lagay Ga

Rakh Lunga Imame Pe Jo Nalain E Muqaddas

Shaho Ke Muqabil Mera Sar Kaisa Lagega


Related Content

  1. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  2. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  3. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  4. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  5. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  6. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
  7. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  8. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  9. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  10. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  11. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  12. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  13. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  14. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  15. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  16. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  17. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  18. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  19. Aadha Idhar Aadha Udhar
  20. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics

Leave a comment