Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics

Noor Se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane Aaye

Ghum Ke Maaro Dukhyaro Ko Seene Se Lagane Aaye

Noore Nigare Ambiya, Mere Huzur Aa Gaye

Shano Nishaane Kibriya Mere Huzur Aa Gaye

Nikhra Hua Hai Rue Gul Faili Hui Hai Bue Gul

Banke Bahaare Jaan Fiza Mere Huzur Aa Gaye

Arshe Baree Ki Rounake Farshe Zamee Par Aa Gayi

Sajde Ko Jhuk Gaya Aasmaan Mere Huzur Aa Gaye

Ashqo Se Bhar Ke Jholiya Aankhe Bicha Do Raah Me

Salle Alaa Ki Do Sadaa Mere Huzur Aa Gaye

Chatki Hui Hai Chaandni Faili Hui Hai Roshni

Dariya Rawan Hai Noor Ka Mere Huzur Aa Gaye

Mehfil Ko Ab Sawaar Lo Dil Ka Chaman Nikhar Lo

Kardo Charaga Jaa-Baja Mere Huzur Aa Gaye

Sayim Kalaame Zouk Se Kalbo Nazar Ko Shauk Se

Rahon Me Aaj Do Bicha Mere Huzur Aa Gaye


Related Content

  1. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  2. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  3. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  4. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  5. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  6. Aey Mere Mola Mola Mola
  7. Qurban Tumpe Meri Jaan
  8. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  9. Karahe Hain Teri Sana Khani
  10. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  11. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
  12. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  13. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  14. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  15. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  16. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  17. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  18. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  19. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  20. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics

Leave a comment