Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics

Mai Toh Miladi Hu…. Miladi Hu… Miladi Hu….Ghar Ghar Har Gali Me Gunji Hai Sadaein Marhaba
Jhanda Uthake Har Koi
Kehta Hai Marhaba (X2)

Milad Ke Mele Saje
Aashiq Sabhi Khush Ho Gaye (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Jashne Wiladat Ki Raunak Pe Yaaro
Marte Hai Sunni Marte Rahenge (X2)
Apne Nabi Ki Azmat Ka Charcha
Karte Hai Sunni Karte Rahenge (X2)
Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Mausam Kuch Aisa Sardi Ho Garmi Bhi
Mai Toh Manau Jashne Wiladat (X2)
Shehro Me Ghumu Gau Mai Jau
Mai Toh Manau Jashne Wiladat (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Safro Gazar Me Gaadi Me Bus Me
Hu Rail Me Ya Paidal Chalu Mai
Ishqe Nabi Ka Jhanda Uthaye
Zikre Mohammed Karta Rahu Mai (X2)
Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Galiyo Mohallo Me Khushiya Hi Khushiya
Jalse Juluso Me Anvar Barse
Aamad Ki Naate Ghar Ghar Me Gunji
Aaye Mohammed ,Sarkar Aaye
Milad Rally Mehdood Karna
Chaho Toh Fir Bhi Kar Nahi Sakte
Hum Rallyon Ki Karna Hifazat
Khud Jante Hai Dar Nahi Sakte (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Hum Se Yeh Kaape Tehsar Aur Kisra
Daudaye Hum Ne Dariya Me Ghode
Aye Kafiro Tum Takkar Na Lena
Hum Saari Duniya Me Faile Huye Hai (X2)
Are Bacche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Wo Din Bhi Aaye Allah Ke Ghar Me
Hum Bhi Ujagar Mehfil Sajaye (X2)
Jaaye Wiladat Se Mashal Utha Kar
Aamad Ki Makke Me Dhoome Machaye (X2)
Hathiyaar Jinke Haatho Me Honge
Unko Mohabbat Ka Paigam Dunga
Mai Inquilabi Jasbe Se Yaaro
Naate Nabi Ki Padta Rahunga (X2)


Related Content

  1. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  2. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  3. Karam Karam Mola
  4. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  5. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  6. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  7. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  8. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  9. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  10. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  11. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  12. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  13. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  14. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  15. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  16. Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda  Naat Lyrics
  17. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  18. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  19. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  20. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)

Leave a comment