AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA

Aaj ashk mere Naat soonaa?e to ajab kya
Sun kar woh mujhe paas bulaa?e to ajab kya

Deedar ke qaabil to kaha meri nazar he
Lekin woh kabhi khwaab me aaye to ajab kya

Un par to ghunahagaar ka sub haal khula he
Us par bhi who daaman me choepaa?e to ajab kya

Haasil jinhi Aqaa ki ghulaami ka sharaf he
Tokar se woh moordo ko jalaa?e to ajab kya

Muh dhan ke rakna ke ghunahagaar bohot ho
Mayyit ko meri dekhne aye to ajab kya

Na zaade safar he na koyee kaam bhale he
Lekin mujhe Sarkaar bulaa?e to ajab kya

Woh husne do alam he Adeeb Un ka karam he
Sehra bhi ghir phool khilaa?e to ajab kya


Related Content

  1. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  2. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  3. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  4. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  5. Karam Karam Mola
  6. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  7. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  8. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  9. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  10. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  11. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  12. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  13. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  14. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  15. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  16. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  17. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  18. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  19. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  20. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics

Leave a comment