Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics

Aalam Mein Baraat Rachi Hai

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Arsh Se Utra Noor, Khuda Ka

Noor Badaman Saari Duniya

Inki Ziaa Se Ye Chamkee He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Kufur Ki Boo Kafoor Hui He

Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se

Khushboo-e-Iman Pehli He

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Khushiyon Ke Fuwaaray Uble

Kaysi Masti Chayi Hai

Ghar Ghar Mein Shaadi Utri He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Nikhre Nikhre Gulshan Saaray

Rung Ajab Hen Phoolon Ke

Dali Dali Youn Mahki He

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Hoor-O-Ghilmaan Sarae Maalaik

Jinn-O-Insaan Taab’ay Hen

Donoo A’alam Par Shahi He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Farsh Pe Chamka Arsh Ka Tara

Amina Bi Ke Ghar Utraa

Do A’alam Mein Dhoom Machi He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Ma’iraj Ki Manzil Pe Ujagar

Tanha Fayiz Sarwar Hen

Baraati Har Aik Nabi He

Arsh Ka Dulha Aaya He


Related Content

  1. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  2. Abhi jibril utre
  3. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  4. Noori Mahfil Lyrics
  5. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  6. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  7. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  8. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  9. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  10. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  11. Karam Karam Mola
  12. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  13. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  14. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  15. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  16. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  17. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  18. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  19. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  20. aaka ko pukar bande aaka pukar

Leave a comment