Rahmat Ka Hai Darwaza Khula

Rahmat Ka Hai Darwaza Khula

Rahmath Ka hai Darwaza Kula Maang Arey maang(2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

A Jaayega… Thayba se Bulava ki Kisi Roz(2)
Har waqth Madine Ki Dua Maang Arey Maang (2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Manyoos Na ho… ke mere Laj pal Ka Dhar hai(3)
Hai Kisliye Khamosh Kadah Maang Arey Arey Maang (2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Bhar Jaayega… Kashkol Muradon se Tera bhi(2)
Ban kar mere Aqa ka gadha Maang Arey Maang(3)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Sarkar se… Sar kar ko Maangoon ka Niyazi (2)
Sarkar ne Jis waqth ka han maang arey maang (2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Gulshan Teri Ummid Ka, Khil Jaaega Aey Dost
Sarkaar Ke Kuche Ki Hawa, Maang Arey Maang
Rehmat Ka Hai Darvaazaah Khula

Mehroom Rahega Na Koi, Un Ke Karam Se
Hai Josh Pe Daryaaey Sakha, Maang Arey Maang
Rehmat Ka Hai Darvaazaah Khula

Author: Janaab Abdul Sattar Niyazi


Related Content

  1. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  2. Kuch Aisa Kar De Mere Kirdgaar Aankho Me  Naat Lyrics
  3. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  4. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  5. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  6. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  7. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  8. Aey Mere Mola Mola Mola
  9. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  10. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  11. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  12. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  13. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  14. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  15. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  16. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  17. Ya Nabi Ya Nabi
  18. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  19. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  20. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH

Leave a comment